Faqat is darr say sona chor diya faraz
k wo khaabon may bhi bichra tu marr jain gay
Posted By – Maya
Faqat is darr say soona chor diya faraz November 20, 2008
meray kehnay se na paband e wafa ho jana. November 20, 2008
meray kehnay se na paband e wafa ho jana.
dil nay mana to kisi waqt juda ho jana.
itna pyar na kar kisi say a faraz.
tum nay daikha nahi insan ka khuda ho jana.
Posted By – ihsan ullah
aab usay roz na sochon to badan toot ta hai faraz. November 20, 2008
aab usay roz na sochon to badan toot ta hai faraz.
ek umar ho gai uski yaad ka nasha kartay kartay.
Posted By – ihsan ullah